वक्त खराब है शायरी | Bure Waqt ki shayari & quotes in hindi | वक़्त पर हिंदी शायरी :- दोस्तों आज की इस पोस्ट में हमने वक़्त के ऊपर कुछ हिंदी शायरी लिखी है जो आपको बेहद पसंद आयंगी, दोस्तों हमारी ज़िन्दगी में सब तरह का वक़्त आता है, अच्छा भी और बुरा भी, और हमारा यही वक़्त हमारी ज़िन्दगी में मौजूद अच्छे और बुरे लोगो की पहचान कराता है।
मुझे मालूम है की अभी आप का भी वक़्त बुरा चल रहा है, थोड़ा सब्र रखिये मेरे दोस्त और इस वक़्त का इस्तेमाल सही ढंग से कीजिये, आपके इस दौर में आपको यह पता चल जायगा की कौन आपके साथ आपके बुरे वक़्त में आपके पास खड़ा है और कौन नहीं।
बस यही पहचान आपके आगे चल कर आपको और मज़बूत कर देगी। आपको हर्षो उल्लास बढ़ाने के लिए हमने निचे कुछ हिंदी शायरी Images के साथ लिखी है। जो आपको अच्छी लगेगी।
इस पोस्ट में हमने इन सभी शब्दों से जुड़ी शायरी लिखी है। Waqt Shayari 2 Lines , waqt shayari rekhta, waqt shayari in english , waqt shayari in hindi ,वक़्त पर शायरी इन हिंदी , समय खराब है शयारी और स्टेटस , Samay Shayari Images , samay nahi hai shayari , Samay par shayari ,
ज़िंदगी मे बुरा वक़्त सब के साथ आता है । लेकिन याद रखना हर रात के बाद एक दिन ज़रुर आता है । ओर आज मे आपके लिये लेकर आया हु ऐसे ही वक़्त शायरी जो आपको बहुत पसंद आयगी ।
– वक्त खराब है शायरी | Bure Waqt ki shayari & quotes in hindi | वक़्त पर हिंदी शायरी –
Malum nahi tha ki esa waqt aayga..
is bewaqt mosamo ki tarah tu bhi pal bhar me badal jayga..!
Waqt ke sath waqt se hi lad rahe
waqt ke hi khel me waqt se aage nikal rahe
waqt shayari rekhta
Main kadam kadam badalta hu yahi,
waqt hu janab, ek sa rehna mera kaam nahi
waqt shayari in english
Time time ki baat hai shayari
Hamare haal par hasne wale shok se hase, hamari Rah napna asan nahi |
logo ka waqt aata hai yaad rakh lena, apna dor aayga ham khud laynge aap log dekh lena…
zindagi me waqt dhalte dekha hai |
maine apno ko badalte dekha hai ||
bharose ke sath khelte dekha hai |
mene gero ko badalte dekha hai ||
musibat me sahara dete dekha hai..!!!
Wo waqt bhi behad khas hota hai
jab sar par mata pita ka haath hota hai
kisi ke waqt ko pyar nahi milta
kisi ke pyar ke ko waqt nahi milta
khafa tujh se nahi is waqt se hai ham
jo mere liye tujhe ek baar nahi milta
Dil to de hi diya hai ab kya jaan bhi loge
Do pal sath to bitate nahi tum
zindagi bhar sath kya nibhaoge
वक़्त शायरी इन हिंदी
badalte mosam ke dhanche me khud ko dhal lijiye janab
warna is anjani dod me ye waqt bahut aage nikal jayga
समय की शायरी
mere paas samay simit hai
bas ek khwahish pura karne de
tumhare sine par sar rakh kar
dil ki dhadkan sunne do
Wo waqt aa gya hai
jis waqt ke liye
iss waqt ne mujhe
uss waqt se milane ke liye
itne waqt tak apni kaid me rakha tha
me waqt hu mera intezar mat karna
ban jau rakh jab mujhe yaad mat karna
वक़्त पर शायरी
Matlabi rishto ki bas itni si kahani hai
Ache waqt me meri khubiya
or bure waqt me meri kamiya ginani hai
waqt ko apne aazmana sikhiye or pankho ke felana sikhiye
kam pad jayga kabhi aasma bhi apke liye
bas zami par apne pero ko tikana sikhiye
मतलबी रिश्तेदार पर हिंदी शायरी
wo waqt guzar gaya jo hame milane ki koshish karta tha
Ab esa waqt aaya hai, jo hame alag karne ki sazish rach raha hai…
Shayari on Waqt
mat ho maus tu sabr kar
waqt tujhe bhi tera takht dilayga
or aaj jo has raha hai tujhe jhukte dekh
kal pet ke liye wo bhi sar jhukayga
Phool hai par khushbo nahi hai
zindagi hai par jina nahi hai
Dard hai par kehna nahi hai
Waqt hai par mera nahi hai
waqt be waqt kaam aajaya karo apno ke
kyuki waqt badalte waqt nahi lagta.
Tera intezar mujhe har waqt rehta hai
kabhi sardi ki dhoop ki tarah
kabhi garmi ki chaawon ki tarah.
In chhoti chhoti pareshaniyo ko na thoda has ke tal dijiye janab
kyoki ye jo pareshaniya hai na kal guzar hi jaygi
Zindagi or waqt apko sab kuch sikha hi deta hai
har lamha har pal apne bitne ka ehsas dilata hai
E Waqt tu ek arse ki kahani, do palo me kese sunata hai
Koi chot ehsas degi mujhe tere na hone ka
laparvah me sunta kaha hu waqt ki
Waqt shayari in hindi
khone ko kuch nahi hai, paane ko zindagi puri hai
kyu soch soch kar waqt zaya karna
apni to sanse bhi udhari hai
waqt badalta rehta hai
insan badalta rehta hai
sambhal lena khud ko tum
waqt khud chikh chikh ke kehta hai
Waqt jin par kharch kar rahe ho
wo waqt par sath rahenge na..
thoda intezar hi kar lete hai…
Waqt bura tha dil nahi
Lockdown ka asar mujh par bhi hone laga hai
ab to hame bhi akele rehna accha lagne laga hai
Tere jane ke baad waqt badal sa gaya..!
vo wo baad me pata chala ki meri ghadi ka sel khatam ho gaya
Bhaga nahi hu kisi nakami se
bikhra hu zara waqt lagega simatne me
Waqt ka khas hone zaroori nahi
zaroori logo ke liye waqt hona zaroori hai
Unke paas waqt nahi shayari
vo waqt hi kya jis waqt se tum
waqt hi na nikal pao
na ruki waqt ki gardish or na waqt ka zamana badla
jab ped sukha to parindo ne thikana badla
sawara waqt ne usko jisne waqt ka matlab samjha
varna waqt ka mehtv kya hai, ye wo vawt ka mara hi bata sakta hai
vo waqt si thi jo guzar gai
me yado sa tha jo ther gaya
Waqt kate se nahi kat ta
Dard bate se nahi bat ta
lakho darakhto ke valida ko hote banjar dekhe hai
gale lagate apne logo ke, hatho khanjar dekhe hai
Dua to ek hi kafi hai, agar kubul ho jay
hazaro duao ke baad bhi tabah manzar dekhe hai.!!!
jab dil udas ho to hamse baat kar lena
jab dil chahe mulakat kar lena
Rehte hai ham apke dil ke kisi kone me
waqt mile to talash kar lena
वक़्त शायरी इन हिंदी मे
Na karo jurrat kisi ke bure waqt pe hasne ki
ye waqt hai janab chehre acche se yaad rakhta hai
har bar waqt ko bura kehna theek nahi
kabhi kabhi log hi bure hote hai
hamare or tumhare darmiyan jo hunar ka antar hai janab
kyoki hamko sikhaya hai waqt ne or tumko kitab ne
Kuch or waqt laga kar ana
lekin kuch waqt lekar ana
Aaj chay banate waqt tumhari yaad aagai
Fir adrak ko bahot kuta mene
Aaj bura hai, kal accha ayga
Waqt hi to hai….
ruk thodi na jayga
Bade gustakh log hai sahab ham
Chay par bula kar waqt chura lete hai
Khabar rahegi na khud ki
har waqt rahoge be khabar
ishq kehti hai ye duniya jise
sach me hai wo mitha zeher
Waqt ap ko bata deta hai ki
log kya the or aap kya samajhte the
Mujhe kaha hai waqt jo dekhu mausam suhana
teri yadon se niklu to dekhu zamana
Khushnasib ho tum, khud se ye kehna zaruri hai
is pal do pal ki zindagi me khush rehna zaruri hai
Waqt mar karta hai
apne bhi mar karte hai
dard tab zyada hota hai
jab ikattha war karte hai
agar apko ye shayari pasand aai ho to ise zarur se share karna na bhule