Aap ka deedar shayari :- Dil me jisse pyar ho or wo insan agar hamse door rehta ho to ese me uske didar ki khwahish hame ho hi jati hai, or is baat ko kisi shayar se accha koi nahi samjha sakta. to bas lekar aa gaye hai ham aapk ke liye kuch behtreen or bilkul nai Deedar shayari in hindi. jinhe aap apne whatsapp status par ya fir apne lover ko direct send kar unse milne ka izhar kar sakte hai.
tere deedar ko tarse shayari, didar ki shayari, tera deedar shayari, deedar shayari in urdu, deedar shayari in hindi, deedar shayari urdu, deedar poetry in urdu, deedar e yaar poetry, deedar poetry, aap ka deedar shayari, shayari on deedar, deedar e yaar shayari, deedar shayari
Deedar Shayari
Deedar ko uske taraste hai ham,
Apni kismat pe roz haste hai ham,
Patka hai aisa zamane ne hamko,
ki khoon ke aansu barsate hai ham.
Inn aankho me jo samet rakhi hai mohabbat
tumhari, log inhi nazron se deedar tumhara kar lete hai.
Unke deedar ke liye taras rahi hai aankhe,
jinpar yaqeen hai ki wo laut kar nahi aaynge.
Kitne dino se sambhal rakha tha is pagal dil ko,
ek nazar kya padi mehboob par aur yeh fir bahak gya.
Ekk dafa jo dekhu tujhko
jee uthu me 100 dafa..!
Uski ek nazar, ek jhalak, aur pal bhar ka deedar,
hay ! kitna tadpata hai yeh ek tarfa pyar.
Kisi ko wafai aur uske sacche pyar ka intezar hai,
to kisi ko yaar ke deedar par jo khatam ho jaye,
us pal ka intezar hai.
Jo shaks tumhari tasveer se hi mehek jaye,
to socho tumhare deedar se uska kya hoga.
subha uthte hi aapka didar kiya karte hai,
har roz subha bas ek yahi kaam kiya karte hai.
subha subha uska deedar ho gya,
aankho hi aankho me pyar ho gaya.
tere deedar ko tarse shayari
ham to taras gaye tere deedar ko,
khabar bhi naa hui mere yaar ko.
tujhse kuch is tara bepanah pyar hai ki,
Tere ek hi deedar se ye dil bekarar hai.
shukr guzar hun aapki in palko ka
jo inhe utha kar aapne hame dekh liya.
didar to roz karta hun aapka,
par tasalli ho gai dil ko ki aap ne hame kuch pal hi
dekh liya …!
Jo kismat me nahi hota na,
aksar didar unse kamal ke hote hai.
kaash me uske ghar ka aaina hota,
isi bahane se roz uska deedar to hota.
khaab hi me nazar aa jaye teri soorat,
mujhe is hasrat ne sone nahi diya.
Mulakat to badi door ki baar hai,
ham to unke deedar ko taraste hai.
Itni qatil nazro se mat dekho muje,
tere husn ke war se ghayal ho jaunga,
aur is kadar tadpa hu tere deedar ko,
agar tujhe dekhk lu to pagal ho jaunga.
Hum mohabbat ki galiyon se guzarne ka shok
nahi rakhte janab,
ham to khud ke hi dil me rehkar
deedar e mohabbat kar lete hai.
Aaj uska deedar hua
jisse kabhi pyar hua,
usko dekhna meri aadat thi,
wo meri nahi kisi or ki amanat thi.
aap ka deedar shayari
Pyar tha, mohabbat thi, shaq tha ada thi,
agar wafa bhi hoti to, qayamat tha wo shakhs.
Kaash wo lamha theher jaye,
jab aapka deedar nazar aajaye.
Pehle to ham unhe sapno me dekh kar deedar unka,
kar lete the,
par shayad ab wo sapne bhi khafa hai hamse.
Esi kya haseen kashish hai tumhare deedar me,
har raat jagna padta hai, tumhare deedar me.
Tu bata kyu tera intezar naa karu,
tu keh de to is duniya se me pyar naa karu,
agar teri surat tujhe na dikhe meri hi aankho me,
to usi din se aaine ke samne me khud ka bhi deedar na kru.
khwahish hoti hai tujhe dekhne ki,
isi liye roz tere samne aa jata hun,
magar tujhe haal e dil kehne se darta hun,
isliye bas nazren jhuka kar nikal jata hun.
khushkismat hai wo jo unka deedar roz karte hai,
hamari kismat to dekhiye jo unke deedar ko taraste hai.
Kya khoob kismat paai hai us aaine ne,
jiske samne tum roz sawarti ho,
ham taraste hai teri ek jhalak paane ko,
aur ek wo aaina hai jo roz ghanto niharta hai tumhe.
jab tune hi likhi taqdeer,
to likh deta use bhi mere hisse me,
ya karata na didare yaar,
kya rakha hai fir is kisse me.
Raat ki mehfil ka maza hi kuch or hota hai,
didar nahi hota unka, par bate unhi ki hoti hai.
deedar e yaar shayari
muddato baad hua hai unka intezar,
kaise chura lun nazre,
aakhir isi pal ka to tha intezar.
tere intezar me ek muddat se soi nahi hun me,
palke bhari hai aasuo se magar roi nahi hun me.
Didar jo hua rukhsar e yaar ka,
kadmo ne aage chalne se inkar kar diya.
Na shok e didar ki talab, na fiqr e judai,
uff kitne sukoon se sote honge, jo mohabbat nahi karte honge.
teri tasveer se baate kar lete hai,
apna jee isi me bhar lete hai,
tere hone ka ehsas ho jata hai,
jab tasveer me hi deedar ho jata hai.
Uff wo tera deedar,
aur mere chhere pe khushiyan hazar aa hi jati hai.
E guzarti zindagi zara there ja,
mere yaar ka deedar abhi baki hai.
Zindagi jeene lage jab hame pyar hua,
aaj aur bhi kadar bhad gai,
jab tumhara deedar hua.
tere chehre me esa kya hai aakhir,
jise barso se dekha jaa raha hai.
abki baar mulakar kuch esi ho,
tu mere didar ko kuch is kadar tarse,
main dekh ke hasu teri is halat ko
aur tu mere pyar ko tarse.
deedar poetry in hindi
mere chand se kaho, falak se niche aaye,
hame deedar kiye hue ek arsa hua.
dil e nadan sambhalta kahan hai,
tere deedar ki talab hame bechen rakhti hai.
uska ghar mere ghar ke bahut kareeb tha,
lekin apni kismat me uska didar kahan tha.
Roz to nahi par jab bhi,
tera deedar hota hai, tab hi mera dil beemar hota hai.
यह भी पड़े :-